Type Here to Get Search Results !

Hindi Love SMS

1.Hamara har lamha chura liya aapne,
aankhon ko ik Sapna dikha diya aapne.
Hame zindgi to di khuda ne,
par Pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne….

2.Mujhe jab bhi tumhari yaad aati hai.
Mere honto par ek hi fariyad aati hai.
Khuda tumko jindgi me har khushi de.
Kyonki hamari khushi to aapki Khushi k baad aati hai…

3.khuda k baad tera naam liya maine,
kya pata tujhe kitna yaad kiya maine,
kash sun sakte tum dhadkene meri…
har saans ko tere naam se jiya maine…

4.Har pal ne kaha ek pal se,
Pal bhar k liye aap mere samne aa jao…
Pal bhar ka sath kuch aisa ho…
ki har Pal tum hi yaad aao…

5.Bahane bana ke apse baat karte hai,
har pal apko mehsus kiya karte hai,
itni baar to aap saans bhi nahi lete honge…
jitni baar hum apko yaad kiya karte hai…

6.Aapke pyar ko ehsan mante hai,
ise nibhana apna iman mante hai,
lekin hum wo nahi jo Pyar me apni jaan de,
kyun ki aapke Pyar ko hum apni jaan mante hai…


Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.